Wednesday, November 23, 2005

Raaz

Samay yunhi chalta hai Sama rang badalta hai Chupa chupa rehta hai Meri yaadon mein koi Din ke saray pehron mein Shaam ki udaasi mein Raat ke andheron mein Yaad ata hai koi Jhuki jhuki aankhon mein Ruki ruki saanson mein Kaisay janoon yaar pyaar ke kaisay kaisay rang raag hain... Chahta hoon pochoon ke Tu kaun hai kya naam hai Khwabon mein jo ati hai Mujhsay tera kya kaam hai Teri aankhon mein jo raaz hai Merey dil ne us ko paa lia Tere hontoon pe nahin kyoon aya Wohi geet jo meinay ga lia Jhuki jhuki aankhon mein Ruki ruki saanson mein Kaisay jaanoon yaar pyaar ke kaisay kaisay rang raag hain Jhuki Jhuki Jhuki Jhuki Shiraz Uppal

No comments: